Anupama 1 July 2023 Written Update, Anupama 1st July 2023 Written Update, Anupama Written Update, Anupama Written Update 1st July 2023 , Anupama Written Update 1 July 2023, Anupama Upcoming Story, Anupama Upcoming Twist, Telly Khabar, Gossips, Television News
Anupama 1 July 2023 Written Update – aaj ke naye episode ke shuruaat me aap dekhege ki Anuj Anupama ka beshabari se intajar kar raha hota hai aur pakhi se Anu ke bare me puchhta hai to pakhi usako Anupama ke aane ki khabar deti hai aur anuj ko mammi ka swagat karne ke liye sabse pahale bulati hai .
Shah parivar me Dimple ko Lila Kavya ka ghar clean karne ke liye kahti hai kyoki ki kinjal pari ko sulane jati hai . Dimple es bat se naraj ho jati hai aur apne aap se bate karte huye jati hai ki vah kya naukar rani hai jo sabake room saf karegi vah room clean karne ke liye chali jati hai .
Vanraj Samar ko Anupama ke pass jane ke liye kahta hai taki Maya Anupama par dubra se attack na kare to Dimple kahati hai jane ki koi jarurt nahi hai Anuj khud sambhal lega Vanraj kahata hai usako Anuj par bharosa hai lekin Maya par nahi hai vah nahi chahta hai ki Anupama ko dubara koi pareshani phir se ho .

Ankush Anuj ko importain file dikhta hai kahta hai uska intjar jald hi khatam ho raha hai anuj kahata hai ki aesa laga raha hai dil chal raha hai lekin sanse ruk gayi ho file ko dhyan se rakhne ke liye kahta hai aur ankush file ko almira me rakh deta hai . usake jane ke bad maya us file ko check karti hai vah chauk jati hai aur kahti hai ki itana jyada anupama ko importaint kyo diya jata hai .
pakhi Shah parivar ke vidai ke liye adhik ka ko shukriya kahati hai jabki usako company ke khato ki janch karne ke kahti hai to usako lagat hai ki usake uske sath vah dhokha de rahi hai aur uska hath pakad ke mod deta hai Pakhi apna hath chhudane ki koshish karati hai . adhik usako apne kam se dur rahane ke liye chetawani deta hai aur chala jat hai varkha ne aesa karte huye usako dekhti hai to usako aesa karne ke liye mana karti hai .
Varkha usako batati hai ki agar pakhi ne social media par post kiya to jel ho sakta hai aur Anuj tumhe company se nikal dega . adhik kahta hai ki pakhi pahale se jyada kamo me rukavat ban rahi hai . Varkha usko mafi magane ke liye kahati hai lekin adhik vaha se chala jata hai . kahti hai ki yaha sab log pagal ho chuke hai .
bhavesh aur kanta anuj ke ghar me aakar anupama ko surprise dete hai anuj anupama ka welcome aarati utarkar karta hai pakhi selfie lekar vanraj ko behjati hai vanraj kahata hai anupama kapadiya house pahuch gayi hai maya selfie me nahi dekhti hai Vanraj kahta hai maya nahi hai ab koi pareshani nahi hogi . Anuj anupama ka aarati utarane wala hota hai ki maya aakar anuj ke hatho se aarati fek deti hai .
Maya usako file dikhati hai aur kahti hai ki yah kya hai Anuj ko Anupama ke pichhe pagal ho gaya hai kahti hai aur usako yad dilati hai ki vah Anupama ko chhod kar kuch samay pahale usake pass aaya tha . Anuj kahata hai ki Anupama ko chhodana usake jivan ka sabse badi galati haiau Maya ko abhishap kahta hai maya Anupama par chillati hai aur usako dhokhebaj kahti hai . Maya ka drama shuru hai .
Anupama 1 July 2023 Written Update End Episode
Anupama 1 July 2023 Written Update pasand aaya to aap apne social media par Anupama 1 July 2023 Written Update par share kare . We are the first to do such daily updates for you so you can keep visiting Telly khabar to read any written updates.
We will soon update you about More Anupama written update till then you can read some Anupama written update and follow Google News for written update.