Anupama 27 May Written Update : Anupama ke naye episode ki shuruaat me Anuj aur Anupama ko lekar ek temple me jata hai vaha par jakar Anuj Anupama ko kahata hai yaha do log hai jinake samane mai jhooth nahi bol sakata hu ek bhagwan ji aur ek Anupama tum mai bhagwan aur tumse kabhi jhuth nahi bol skta hu.
Anuj Anupama se sab sachhai batane ki bar bar koshish kiya lekin koi n koi bich me aa jate hai jisake vajah se Anuj Anupama ko sachai nahi bata paya lekin aaj Anuj Anupama ko sab kuch sach batayega . Anuj ke ek chhoti si galti ke karan aaj Anuj aur Anupama ki zindagi es mode par hai .

Anuj Anupama ko kahta hai ki tuhme hame samjhana chahiye tha Anuj ko apne galatiyo ke pachhatava hota Anuj anupama ke pair pakad ke rone lagta hai . Anuj Anupama ko kahta hi mujhe saja do mujhe maro nahi to mai jaouga mujhe meri Anu aesi nahi chahiye .
Anupama 27 May Written Update
Background me music aur Anupama anuj ke aashu ko pochhati hai uske bad kahti hai kya kahu tak nahi kaha kab kya kahu . Anuj Anupama ko kahta hai usi samya kahta chahiye Anupama Anuj ko kahti hai mujhe aapka pyar bhikh me nahi chahiye lekin aapne mere pyar ke adhikar ko kisi aur ko de diya hai to ab kya karu.
Bakground music ” kuch bhi nahi ” chalta hai . Anupama kahati hai agar aapko javab dena dena hota to de diye hote es vajah se us pal ki intjar kiya . Anuj anupama ko kahata hai tum etna sahan kaise kar sakti ho . Samar ke shadi me tumhara pati kisi aurat ke sath aata hai puja me kisi aur ke sath baithata hai lekin tum ek sawal bhi nahi kiya . Anuj anupama ko batata hai ki us din mai apne Anuj se milne aa raha tha tabhi achanak aesi ghatana huyi ki mujhe rukana padna .
Vanraj gurukul me Anupama ke bare me janane ke liye phone karta hai ki kahai Anupama Anuj se milane to nahi chal gayi hai . Vanraj gurukul me phone karta hai to usko gurukul se yah javab milta hai ki kuch log hai aur kuch chale gaye hai to yah btana mushkil hai. Vanraj sochta hai eksa matalb Anupama abhi bhi gurukul me hogi .
Also read : Anupama 26 May 2023 Written Update : Anuj told the truth
Told the truth to Anuj and Anupama
Anuj Anupama ko sachhai batata hai vah school meting ke bad ghar aane wala tha Anuj Anupama ko sab kuch maya ki sachhai batata hai . kis prakar se Maya ne Anuj ko roka tha . Anuj ghar se nikal gaya tha tabhi chhoti ka phone aaya chhoti ko mai chhod kar nahi aa skta tha phir mai ghar gaya to chhoti ke hatho me khun laga tha Maya behosh padi thi .
Jisake vajah se Anuj kafi pareshan tha mera phone gir gaya tha . usko chot lagane ke vajah se kafi khun bah gaya tha Maya ko hosh aaya to vah Anuj ki jor jor se chilla rahi thi . es vajah se doctor ne Maya ke pass hamesa rahane ke kaha tha aur choti ko es prakar chod ke nahi aaya .
End Episode
Es post me maine aapke sath Anupama 27 May Written Update ke bare me janakri share kiya hai aasha karta hu aapko Anupama 27 May Written Update janakari pasand aaya hoga to Anupama 27 May Written Update post ko facebook par share kare aur apna pyar comment me bheje .
Also Read