Anupama 29th May Written Update – Maya again did high voltage drama

Telly Khabar
4 Min Read

Anupama 29th May Written Update, anupama upcoming story , Anupama 29th May Written Update 2023 , Anupama Upcoming New Story , Anupama 29th May Written Update

Anupama 29th May Written Update : Anupama ki naye episode ki shuruaat me aap Anuj aur Anupama ko dekhege dono ek dusre se alag hote huye aapko dekhege Anupama aur Anuj dono ek dure ke bare me sochate hai ki kitana pyar ek dusare ke bich tha . Anuj aur Anupama ke liye yah samay bahut hi kathin hai ek dusre se lag hone ka dono bebas hai .

Anupama 29th May Written Update

Vanraj bhi room me Anupama ke bare me sochta hai pareshan hota aapko najar aayega Satu Vanraj se bat karta hai Vanraj kahta hai tumhari Anupama ab kuch hi din hum logo ke sath rahegi es vajah se chahta hu adhik se adhik samay anupama se spend kar saku.

Table of Contents

Anupama 29th May Written Update

Anupama ke life aaj jisake vajah se es mode par hai . Maya kapadiya house se Anuj ko khojne ke liye nikalati hai aur kahti hai ki iam sure Anuj Anupama se milane ke liye gaye hai . Anuj ke dilo Aaj bhi Anupama hai .Varkha Maya ko rokane ki koshish karti hai lekin maya nahi mantai hai Anuj ko khojne ke liye nikal jati hai .

Maya Vanraj ke ghati hai aur Anuj Anuj chilati hai lekin Anuj vaha par nahi milta hai to Maya Lali se puchhati hai ki Anuj kaha hai to Lali uska maja bana deti hai aur kahti hai ki kitchen me band karke rakha hai sor kyo kar rahi hai Anuj yaha nahi hai . Maya Anupama ke bare me puchhati hai to Anupama bhi vaha nahi hoti hai jisase Maya aur bhi pareshan hoti hai .

Anuj aur Anupama ko ghar drop karne ke liye kahta hai Anupama sath jane se mana kar deti hai Anuj kahata hai ki chalo dost pahale the ab bhi dost hai to chalo ghar chod dete hai. Maya ghar me aakar high boltage drama shuru ki kiya hai ghar me aakar sabko pareshan kiya hai

Also Read : Anuapama 28th May Written Update : अनुपमा के फैसला सुनाकर अनुज के पैरो तले जमीन घिसक गई जानिए क्या हैं Anupama का फैसला 

Maya again did high voltage drama

Maya lagatar Anuj ke bare me kahti hai ki Anupama Anuj ke sath hi hai to ghar me high boltage drama shuru hai . Anuj Anupama ko ghar chhodane ke liye kahta hai please dosto chalo dono sath Anuj aur Anupama ghar ke liye nikalate hai. Vanraj Maya ko samjhta hai Anupama ke liye Anuj ab koi kamanyen nahi rakhta hai .

Jis din Anuj nahi aya tha usi din vah Anuj ko dil se nikal diya tha .Lali kahtihai ki Anupama america ja rahi hai usko Anuj chahiye nahi to Maya keval shunti rahi hai Vanraj usako dant ke ghar ke nikal deta hai . Anuj Anupama ko lekar ghar ke nikal jata hai dono ek dusre ke liye bahut dard mahshush karte hai

End Episode

Episode Samapat hota hai . hum aapko es post me Anupama 29th May Written Update ke bare me janakari share kiya hai to aasha karte hai aapko Anupama 29th May Written Update janakri pasand aaya hoga . aap esko facebook telegram par share kare . hum aapke aur bhi Anupama upcoming story ke bare me janakari share karate rahege.

Share This Article
Leave a comment