Pyar Ka Pehlala Naam Radha Mohan 10 June 2023 Written Update 

Telly Khabar
3 Min Read

Radha Mohan 10 June 2023 Written Update , Pyar Ka Pahla Naam Radha Mohan Written Update, Pyar Ka Pahla Naam Radha Mohan 10 June 2023 Written Update, Pyar Ka Pahla Naam Radha Mohan Written Update Upcoming Story , Radha Mohan Written Update, Radha Mohan Upcoming Story Telly Khabar

Radha Mohan 10 June 2023 Written Update – Aaj ke naye episode ki shuruaat Gungun ke sath hoga. Gungun Bake Bihari ji ke mandir me ek chhota sa chuha dekh jati to Gungun sabko uske taraf isar karte huye batati hai. 

Uske Baad Mohan us chuhe ( mouse ) ke pet me badhe sharee ko dekhkar pahchan jata hai. Mohan ( mouse ) chuha ho uthata hai aur sahi tarike se usko dekhne ki koshish karta hai . Damini aur Kaweri yah dekhkar pareshan hoti hai ki kahi rafdha mohan ko mil na jaye .

Radha Mohan 10 June 2023 Written Update 

Kaweri kahati hai Mohan ek kapade ko dekhkar kaise kah sakate ho ki yah Radha ka hai to Mohan kahata hai ki maine Radha ko yah sharee gift me diya tha Mohan Kaweri par gussa ho jata hai .

Gungun Us Chuhe ho chhodane ko kahti hai aur jaisa chuha karta hai vaisa karne ko kahati hai . Mohan us chuhe ho chod deta hai . Chuha phir cold storage room ke taraf bhagane lagta hai to Mohan , Gungun, Damini , Kaweri aur Kitaki Ajeet sabhi log us chuhe ke piche bhagate hai shayad Radha cold storage room me mil jaye .

Also Read : Radha Mohan Written Update 9 June 2023 – Mohan and Gungun stand on one leg

Mohan Cold Storage ke malik ko ek bar phir se cold storage room kholane ko kahta hai taki yah pata lagaya ja ske ki Radha kaha hai aur chuha kaha ja raha hai . Chuha cold Storage room entry karta hai .

Radha ki halat ab cold storage room me bahut kharab ho chuki hai jisake karan vah jyada moment nahi kar pa rahi Radha us mouse ko itna cold storage me servibe karte dekh kar apne paristhiti par usko bharosa hota hai

Aapko kya lagata hai Radha ko Mohan chuhe ke sahayata se khoj payega ? Kya Mohan ko Radha milegi to Damini ka kam khatam ho jayega yah Radha par Mohan ka Nafarat aur badhega Comment jarur kare .

Pyar Ka Pehlala Naam Radha Mohan 10 June 2023 Written Update 

Aaj Pyar Ka Pehlala Naam Radha Mohan 10 June 2023 Written Update Pasand aaya hai to ap esko Facebook , Twritter par Share kare aur Pyar Ka Pehlala Naam Radha Mohan 10 June 2023 Written Update se releted aapka koi bhii vichar hai to comment kare .

Share This Article
Leave a comment