Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan 24 May Written Update

Telly Khabar
5 Min Read

Radha Mohan 24 May Written Update : Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan ke naye episode ke bare mein aaj hum aapke sath bat karne wale hai ki Radha Mohan 24 May Written Update ki story kya hone wali hai . 

Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan ke naye episode ki shuruaat me aap dekhega ki Mohan Radha ko khojne ke liye ghar se bahar nikalata. Damini Mohan ko rokati hai aur sath jane ko kahati hai lekin Mohan Kahta hai tumhe Radha ki tension lene ki jarurat nahi hai. 

Radha Mohan 24 May Written Update , Telly update , Telly Khabar

Damini Mohan ko kahati hai ki hame radha ki tension nahi hai balki Radha mile to hamari tumhe jhuthi kahani sunakar hamare khilaf na kar de es liye jaana chahati hu. Lekin Mohan Damini mana kar deta ha

Mohan ke sath Gungun Jane ko kahati hai lekin Mohan Gungun Aur Kadembri ko usper najar rakhne ko kahata hai kyoki Damini ghar se bhi kuch bhi kar sakti hai. Mohan jane ko karta hai Gungun Mohan ko Dahi Khilati Hai uske bad Mohne Radha ko khojne ke liye jata hai. 

Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan 24 May Written Update

Radha apne aap ko Safe rakhen ke liye apne body ko kagaj se bandhakar kar abhi bhi aapko cold storage room me baithi dikhegi. Radha abhi Tak kuch nahi khaya hai jiske vajah se usko aur sardi lag rhi hai. 

Tabhi Radha ko Gungun ne office aane se pahale ek Chocolate Diya tha taki Radha kabhi kam me busy ho aur khana n kha paye to Chocolate kha le . Radha ko yaad aa jata hai radha apne bag se chocolate likalati hai aur khane ko karti hai.

Tabhi Radha ko Gungun ki yaad aa jati hai Gungun bina Radha ke khana nahi khati hai jis vajah se radha bhi abhi chocolate nahi kahti hai. Rahda Dulari Khana khilane ki koshish karti hai lekin Gungun khana Nahi khati hai . 

Also Read : Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan 23 May 2023 Written Update 

Mohan went to find Radha

Uske bad aap Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan Ke Latest Episode 24 May me dekhege ki Radha ko khojane ke liye Mohan car se ja rha hota hai usko radha ki yaad satati hai . Kitaki Radha ko phone karti hai lekin radha ka phone abhi bhi switch of aa raha hai.

Gungun khana nahi khati hai to Kadambari Mohan ko phone karke Gungun ko samjhane ke liye kahti hai Mohan Gungun Ko khane ke liye kahata hai lekin Gungun kahti hai tumhe pata hai Mohan mai bina Gungun ke khana nahi khati hu. 

Mohan Gungun ko samjhata hai agar tum nahi khaogi to radha bhi nahi to Please Radha Kahan kha lo Mohan ko bhi Gungun khana khane ko kahti hai to Mohan biscuit ke reper ko lekar kahen ki acting karta hai .

Also Read : Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan 20 May 2023 Written Update : राधा मोहन और गुनगुन के लिए रोशनी से लड़ रहीं हैं

Gungun and Radha’s love

Uske bad Gungun Bhi khane lagti hai Dulari Gungun ko khilati hai Gungun Mohan ko bhi kuch khana khane ko kahati hai to. Mohan bhi khane ki acting karta hai. Uske bad Gungun Ko kahata ha Kah pura khana finish karna .

Mohan Radha ko khojane ke liye nikal chuka hai uske bad aaoko radha dikhige vah GunGun ke Biscuit ko nahi khati hai . yaha par pyar ka pehla naam radha mohan ke episode ka end hoga.

hum aasha karte hai aapko Radha Mohan 24 May Written Update jankari pasand aaya hoga to aap Radha Mohan 24 May Written Update isko social media par facebook telegram par share kare . apna feedback bhi comment cention me jarur likhe

Share This Article
Leave a comment