Radha Mohan Written Update 23 June 2023, Radha Mohan Written Update 23rd June 2023, Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan Written Update 23 June 2023 , Radha Mohan 23 June 2023 Written Update, Gossips, Television News, Radha Mohan Written Update , Radha Mohan Upcoming Story,
Radha Mohan Written Update 23 June 2023 – Aaj ke naye episode ki shuruat me aap dekhege Damini Kitaki ko lekar pareshan hoti hai Mohan office jane ke taiyar hota hai aur office me jane ke karan pareshan hota hai Mohan es bat ko lekar chinta hota hai . Radha mohan ko samjhati hai bag ke jagah par usako tab lakar deti hai . dono ek dusare ki saharna karte hai . Kadamabri bhi kahati hai ki sab achha hoga aur yah mat bhulo ki yah comapny ne tumhi banaye ho .
Tulsi Bahut pareshan hoti hai Damini kisi se phone par bat karti hai Radha ke Mohan ke office ke din kharab karane ke liye dadi Radha ko Phone karti hai Rameshwar phone cut kar deta hai dadi purani photo ko dekh jati hai jala deti hai . Mohan bake bihari ji ke samane prathana karta hai aur radha mohan ke office jane ke taiyar to kar liya hai aur bake bihari ji se prathna karti hai .
Mohan Radha ko khojate huye ghar me jata hai Radha uper se mohan ko dahi khilati hai usako yad dilati hai ki esi prakar bahut pahale dahi khilayi thi aur gungun sab record karti hai Tulsi apne chot ko lekar pareshan hoti hai Damini ko kaweri se bat karte huye usake bad aap dekhege . Damini tabhi office ke get par aa jati hai aur Radha ko usake bich ke shart ho yad dilati hai mohan ko Radha akele office me jane ko kahati hai .
Mohan pareshan hota hai to bake bihari ke dikhate huye radha mohan ko himmat deti hai Radha Mohan ko usake purane ofiice me jane ke liye kahti hai kyoki usaka yah office damaini ka hai lekin Radha usako samjhakar mohan ko usame bhej deti hai Damini yah dekh kar khush hoti hai usake office me khudai hua hai . Radha damini ko kahti hai aapne yah kya kiya hai Mohan aane wala tha to office me khudai kyo kara diya hai .

Radha Mohan Written Update 23 June 2023
Mohan ko lekar Damini usako batati hai ki yah Damini apne pyar ko lekar radha ke samane bolati hai radha ko es bat ki jalan aur tulsi ke sabut ko lekar pareshani bhi hoti hai Damini Mohan se ek din ka wait karne ke liye kahati hai usake bad office room taiyar ho jayega kahti hai aur Mohan ko lekar office ke employ se introduction karane liye chali jati hai .
Mohan Radha ko pareshan dekhata hai aur usako bhi meeting me aane ko kahta hai to employ kahata hai ki radha ka mental health sahi nahi hai to usaka koi kam nahi hai Radha damini ke sabut ko mitane ke vajah se pareshan hoti hai damini vaha par aati hai aur batati hai dekha radha kaise maine tumhare plan ko fail kar diya aur tulsi ko marne ko lekar bat karati hai .
Meeting room meeting start ho jati hai Mohan Radha ko lekar pareshan hota hai aur usake bare me sochta hai Radha ko mohan jate huye dekh kar pareshan ho jata hai Radha car se akele nikal jati hai mohan usaka pichha karta hai . Radha Damini ke bate ko yad karti hai . Damini ki sabut mitane ko lekar pareshan hoti hai . Radha mohan ke phone ko recive nahi karti hai . Damini bhi bahar aa jati hai mohan pareshan hota hai .
Radha Mohan Written Update 23 June 2023 End Episode
Radha Mohan Written Update 23 June 2023 Full Episodes pasand aaya to aap esko share kare aur hamse Google News Par follow kare & so please connect me on Telegram for more Radha Mohan Written update and read more Radha Mohan Written Update