Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Written Update 3 June 2023 , Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Written Update , Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Written Update 3 Story ,Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Upcoming Story only written update tellykhabr.in
Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Written Update 3 June 2023 : Radha Mohan Tv Serial ke aaj ka episode ki shuruaat radha se hogi radha ventilation petch ko kholane me kamyab rahegi . Mohan Gungun se bharosha rakhne ke liye kahta hai . Damani ka yaha Mohan ke prati pyar dekhne ko milega Inspector Divedi Praivar ko thane ke bahar nikalne ke liye kahta hi .

Kadambri inspector par bahut gussa hoti hai . Ukso lagta hai sabhi log gundda hai vaha kahata hai ki polic station me jyada shor na machaye . kadambari ko jell me rakhne ki dhamaki dene lagata hai . Kadambri ko dhamkane par Mohan inspector par chillata hai . Kadambari sorry bolati hai aur usase akele me bat karna chahti hai to inspector raji ho jata hai .
Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Written Update 3 June 2023
Es Bich Radha Cold storage room se bahar nikalne aur ventilation se bahar aane ki koshish karti hai . pipe tutane wala hota hai ki radha vaha se nikalna chahti hai nahi to fas jayegi . Mohan Kadambri ko kahta hai kuch bhi karne ki jarurat nahi hai to kadambri kahti hai ki vah keval bat karna chah rahi hai aur kuch bhi nahi hai .
Mohan par constable ko najar rakhne ke liye kahata hai . Tulsi bakebihari ji ko yaad karti hai Damini ko Mohan vaha se jane ko kahta hai to Damini vaha se hat jati hai . Damini kahtai hai ki vah bhushan se madd mang kar galti kar diya hai Use ab lagata hai ki radha mar chuki hogi .
Polic Inspctor Kadambari ke amir hone ka fayda uthane ki koshish kart hai vah risvat mangata hai nahi to Mohan ki jindagi barbad karne ki damaki deta hai . Kadambri ne polic inspector ko thappad mar diya Tulsi ye sab dekhte huye muskurati hai . kadambri usko bar bar marti hai vah damki deta hai .
Also Read : Pyar Ka Pehla Naam Radha Mohan 2 June 2023 Written Update : Tulsi gets Radha’s bag
Kadambari slapped the inspector
Kadambri usase kahti hai ki tumhare pass koi sabut nahi hai ki maine tumhe mara hai vah mohan ko ab n marne ki warning deti hai . vaha tabhi DSP aa jata hai jisko dekhakar inspector chauk jata hai.
DSP bahut gussa ho jata hai aur usko logo ki madd nahi karne ke bat se naraj hota hai Radha ki khoj karne ke bajay Mohan ko salakho ke pichhe rakh hai yah dekh kar DSP gussa hota hai . End Episode
Aapko aaj ke Post me Pyar Ka Pehala Naam Radha Mohan Written Update 3 June 2023 ke bare me bataya hai aasha karta hu Radha Mohan Written Update 3 June 2023 pasand aaya hai to esko share kare aur Whatsapp Group ko join kare .